Song: Shukar Tera
Singer: Arjit singh
Lyrics: Mithoon
Shukar Tera lyrics
Kis tarah se shukar tera
Ab ada karu main
Iss mohabbat ka harjana
Kis tarah bharun main
Khamosh reh kar bhi keh gaye
Dariya sa dil tak beh gaye
Tum par ho raha hai poora aitbaar
Ab ada karu main
Iss mohabbat ka harjana
Kis tarah bharun main
Khamosh reh kar bhi keh gaye
Dariya sa dil tak beh gaye
Tum par ho raha hai poora aitbaar
Tum hi hifazat meri suno
Yeh kaha hai rooh ne
Kis tarah se shukar tera
Ab ada karu main
Yeh kaha hai rooh ne
Kis tarah se shukar tera
Ab ada karu main
Ishq ka bas naam liya
Maine samjha nahi tha ise
Tune sikhaya ke yeh hai ibaadat
Rooh ki bhasha hai yeh
Teri badaulat paayi woh daulat
Jo mili naa mujhko kahin
Kis tarah se shukar tera
Ab ada karu main
Maine samjha nahi tha ise
Tune sikhaya ke yeh hai ibaadat
Rooh ki bhasha hai yeh
Teri badaulat paayi woh daulat
Jo mili naa mujhko kahin
Kis tarah se shukar tera
Ab ada karu main
No comments:
Post a Comment